Yakeen Apni Chahat Ka Itna Toh Hai Mujhe

 Yakeen Apni Chahat Ka Itna Toh Hai Mujhe

Yakeen Apni Chahat Ka Itna Toh Hai Mujhe



 Yakeen Apni Chahat Ka Itna Toh Hai Mujhe

''यकीन अपनी चाहत का इतना है मुझे
मेरी आँखों में देखोगे और लौट आओगे
मेरी यादों के समंदर में जो डूब गए तुम
कहीं जाना भी चाहोगे तो जा नहीं पाओगे।''

 Yakeen Apni Chahat Ka Itna Toh Hai Mujhe


''Yakeen Apni Chahat Ka Itna Toh Hai Mujhe,
Meri Aankhon Mein Dekhoge Aur Laut Aaoge,
Meri Yaadon Ke Samandar Mein Jo Doob Gaye Tum,
Kahin Jana Bhi Chahoge Toh Ja Nahi Paaoge.''

Kab Tak Woh Mere Hone Se Inkaar Karega

 Kab Tak Woh Mere Hone Se Inkaar Karega

Kab Tak Woh Mere Hone Se Inkaar Karega



Kab Tak Woh Mere Hone Se Inkaar Karega


''कब तक वो मेरा होने से इंकार करेगा
खुद टूट कर वो एक दिन मुझसे प्यार करेगा
प्यार की आग में उसको इतना जला देंगे
कि इजहार वो मुझसे सरे-बाजार करेगा।''

Kab Tak Woh Mere Hone Se Inkaar Karega



''Kab Tak Woh Mere Hone Se Inkaar Karega,
Khud Toot Kar Wo Ek Din MujhSe Pyaar Karega,
Pyar Ki Aag Mien Hum Usko itna Jala Denge.
Ke Ijhaar Woh Mujhse Sare-Baajar Karega.''

Roj Saahil Se Samandar Ka Najara Na Karo

 Roj Saahil Se Samandar Ka Najara Na Karo

Roj Saahil Se Samandar Ka Najara Na Karo


Roj Saahil Se Samandar Ka Najara Na Karo


रोज साहिल से समंदर का नजारा न करो
अपनी सूरत को शबो-रोज निहारा न करो
आओ देखो मेरी नजरों में उतर कर खुद को
आइना हूँ मैं तेरा मुझसे किनारा न करो।

Roj Saahil Se Samandar Ka Najara Na Karo


''Roj Saahil Se Samandar Ka Najara Na Karo
Apni Soorat Ko Shabo-Roz Nihara Na Karo
Aao Dekho Meri Najron Mein Utar Kar Khud Ko
Aayina Hoon Main Tera Mujhse Kinara Na Karo''