Koi Khata Lyrics| Saurabh Gangal, Anushka Gupta Lyrics
Song Name | Koi Khata Lyrics |
Singer(s) | Saurabh Gangal, Anushka Gupta |
Lyricist(s) | Saurabh Gangal, Anushka Gupta |
Music(s) | Abhishek Gupta |
Koi Khata Lyrics | Saurabh Gangal, Anushka Gupta Lyrics
Haathon mein haath the
Tab bichde hai hum
Kyun kaise kab hua yeh bata
Dil to na chaah raha tha
Phir chaaha kyun humne
Kyun aisa kya hua yeh bata
Kuch kehna hai tumse
Sun to lo ik dafa
Kya kuch na bacha hai darmiyaan
Kya main batau tujhe
Khud hi hun main ghamzada
Teri hi hai ya meri koi khata
Kya main batau tujhe
Khud hi hun main ghamzada
Teri hi hai ya meri koi khata
Mil na rahi hasne ki wajah
Tujhse hi thi meri daastan
Har pal badh raha seene mein dard sa
Sab kuch kho gaya kuch bhi na bacha
Kya pahunchegi khuda tak yeh arziyaan
Kya main batau tujhe
Khud hi hun main ghamzada
Teri hi hai ya meri koi khata
Koi Khata Lyrics | Saurabh Gangal, Anushka Gupta Lyrics
Hona tha jo woh ho hi gaya
Chaaha tha na jo woh mil hi gaya
Dil yeh keh raha dil ki suno
Yun chup na raho kuch to kaho
Kya dikh na rahi hai dooriyan
Kya main batau tujhe
Khud hi hun main ghamzada
Teri hi hai ya meri koi khata
Kya main batau tujhe
Khud hi hun main ghamzada
Teri hi hai ya meri koi khata
YouTube Video