Ghar Aaya Mera Pardesi Lyrics

Ghar Aaya Mera Pardesi Lyrics 

Singer Fazilpuria, Jyotica Tangri
Music Teenu Arora
Song Writer Ramya, Shailendra

Ghar Aaya Mera Pardesi Lyrics 

Aa.. aa.. aa.. aa..

Ho line lagaye aashiqan di toliyan
Par main to teri waiting mein pardesiya

Aa.. aa.. aa.. aa..

Ho line lagaye aashiqan di toliyan
Par main to teri waiting mein pardesiya
Ban than ke jhoomungi aayi raat jo milan di

Ghar aaya mera pardesi
Aas bujhi in ankhiyan ki
Ghar aaya mera pardesi
Aas bujhi in ankhiyan ki

Re ghar aaya tera pardesi
Sab chhod aaya tera pardesi
Nau lakhe ka haar laaya main
Jismein lage pari jaisi

Naajuk si tu pari meri
Main tere liye to jee raha hoon
Kaala karobaari main
Par tere liye to heera hoon

Jitne aashiq line laga rahe
Dekhte hi dar jaavenge
Fazilpuria naam sunti
Shehar chhod bhag javenge

Mere hi gaane bajte hain
Chhori saari marti mujhpe
Par hum tujhpe marte hain

Ghar Aaya Mera Pardesi Lyrics 

Soone mere nain thhe machalta jiya
Permanently sad jab se dil diya

Haan soone mere nain thhe machalta jiya
Permanently sad jab se dil diya
Ab aaya mitaane kambakht yeh dooriyan

Ghar aaya mera pardesi
Aas bujhi in ankhiyan ki

Haaye uff qayamat hai adaa
Qaatilana chaal hai
Re uff qayamat hai adaa
Qaatilana chal hai
Thumak tumak ke jaan nikaale
Har taraf bawaal hai

Tere liye baithi main
Mehfil sajaaye kab ki

Ghar aaya mera pardesi
Aas bujhi in ankhiyan ki
Ghar aaya mera pardesi
Aas bujhi in ankhiyan ki
Ghar aaya mera pardesi
Aas bujhi in ankhiyan ki



Comments

इस वेबसाइट पर आने के लिए आप का बहुत बहुत धन्यवाद