Main Kisi Aur Ka Lyrics - Darshan Raval Lyrics

Singer | Darshan Raval |
Music | Siddharth Amit Bhavsar |
Song Writer | Gurpreet Saini, Gautam G. Sharma |
Main Kisi Aur Ka Lyrics - Darshan Raval Lyrics
Kitne mausam guzar gaye
Yeh dard kyun guzarta hi nahi
Kya wafa karun main kisi aur se
Tu dil se utarta hi nahi
Tu aaj bhi dhoondhti hai
Logo se mera baaton baaton mein
Kya haal tu puchti hai
Main kisi aur ka, tu kisi aur ki
Kaise hai jee rahe
Jhoothi yeh zindagi
Main kisi aur ka, tu kisi aur ki
Kaise hai jee rahe
Jhoothi yeh zindagi
Tanhaiyaan hoti hai kya
Puchho bin taaron ke akele mehtab se
Yaad tujhe kitna kiya
Puchho aankhon se behte yeh sailab se
Main Kisi Aur Ka Lyrics - Darshan Raval Lyrics
Jo bhar de zakhm pyar ka
Marham koyi bana nahi
Jo humse dil tha keh raha
Woh kyun humne suna nahi
Main kisi aur ka, tu kisi aur ki
Kaise hai jee rahe
Jhoothi yeh zindagi
Main kisi aur ka, tu kisi aur ki
Kaise hai jee rahe
Jhoothi yeh zindagi.. O..
Main kisi aur ka, tu kisi aur ki