Kaash Aisa Hota Lyrics - Darshan Raval Lyrics

Singer | Darshan Raval |
Music | Darshan Raval |
Song Writer | Darshan Raval |
Kaash Aisa Hota Lyrics - Darshan Raval Lyrics
Mmm hmm..
Ho ho..
Ye lamha bhi guzar jaayega
Ye dard seene mein hi dab jayega
Ye baatein adhoori reh jaayegi
Tum aur main adhoore reh jayenge
Tum mere hote
Main tumhara hota
Toh ye gham na hote
Kaash aisa bhi hota
Tum mere hote
Main tumhara hota
Toh ye gham na hote
Kaash aisa bhi hota
Tum mere hote
Main tumhara hota
Toh ye gham na hote
Jhoothi thi kasmein teri
Jhoothe thhe waade sabhi
Jhoothi thi teri hansi
Aur jhoote the aansu sabhi
Ab yaadon mein aaunga main
Reh jayegi meri kami
Sazaayein bhi bolengi tujhko
“Ve kya kiya? tune kiya.."
Kaash Aisa Hota Lyrics - Darshan Raval Lyrics
Jhoothi thi kasmein teri
Jhoothe the waade sabhi
Jhoothi thi teri hansi
Jhoote thhe aansu sabhi
Ab yaadon mein aaunga main
Reh jayegi meri kami
Sazaayein bhi bolengi tujhko
“Ve kya kiya? tune kiya.."
Kaash aisa bhi hota
Tum mere hote
Main tumhara hota
Toh ye gham na hote
Kaash aisa bhi hota
Tum mere hote
Main tumhara hota
Toh ye gham na hote
Kaash aisa bhi hota
Tum mere hote
Main tumhara hota
Toh ye gham na hote