Ek Tarfa Pyar Lyrics - Srishti Bhandari Lyrics

Ek Tarfa Pyar Lyrics - Srishti Bhandari Lyrics



Singer Srishti Bhandari
Music Sanjeev Ajay
Song Writer Sanjeev Chaturvedi


Ek Tarfa Pyar Lyrics - Srishti Bhandari Lyrics

Ek tarfa hai mera pyar oye
Dil yeh samjhta hi nahi
Pata hai mujhe tu kisi aur ka
Hai par dil mann da hi nahi

Dil yeh samjhta hi nahi
Pata hai mujhe tu kisi aur ka
Hai par dil mann da hi nahi

Ke mere baad meri yaad
Par tu mushkurayega
Mera vaada hai tujhko
Tu kabhi na bhool paayega

Ishq hadon mein duniya kardi
Behad main kar jaaungi
Jee naa saki tere saath agar
Tere naam pe hi mar jaaungi

Pyar karti hun kitna tujhe
Tu soch sakta hi nahi

Ke mere baad meri yaad
Par tu mushkurayega
Mera vaada hai tujhko
Tu kabhi na bhool paayega

Qismat mein tu nahi hai mere
Dil mein roj dhadkata hai
Main teri par tu nahi mera
Kaisa apna rishta hai

Ek Tarfa Pyar Lyrics - Srishti Bhandari Lyrics

Rooh mein basa hai bas tu
Aur koyi basta hi nahi

Ke mere baad meri yaad
Karke mushkurayega
Mera vaada hai tujhko
Tu kabhi na bhool paayega


Comments

इस वेबसाइट पर आने के लिए आप का बहुत बहुत धन्यवाद