Mera Intezaar Karna Lyrics, Armaan Malik Lyrics

Mera Intezaar Karna Lyrics - Armaan Malik Lyrics



Singer Armaan Malik
Music Mithoon
Song Writer Mithoon

Mera Intezaar Karna Lyrics - Armaan Malik Lyrics


Phir chandani raatein wo aayengi
Phir se milenge hum sanam
Phir roshni khidki se aayegi
Phir hum pe hoga kuch karam

Phir waadon se hoke
In khawabon ko bo ke
Ye rishta nibhayenge hum

Phir barsega saawan
Mehkega wo aangan
Ke aayega mohabbat ka mausam

Subah ko jaga ke tu khud ko saja ke
Mera hi deedar karna

Mera intezaar karna
Mera intezaar karna
Zara aitbaar karna
Mera intezar karna

Mera intezar karna
Mera intezaar karna
Zara aitbaar karna
Mera intezar karna